HUSN by Ali Zafar | Song lyrics

Husn pe tere fida hoon kya karoon Ishq mein dooba hua hoon kya karoon Dar pe tere main khara hn kya karoon Dard main dooba huwa hn kya karoon

Ishq pe tere to hoon naazaan magar Ek faqir e benava hoon kya karoon Badshah e naaz hai mera hareef Aur main maskeen e gada hoon kya karoon Khusrau bechara kehta hai haye Aashiq e sadiq tera hoon kya karoon

Hai kya kisi se kaam tujy dekhny ke badh Sab ko mera salam tujhy dekhny ke badh Aye husn e yaar tou meri himmat ko dadd de Ankhon ko she liya tujhy dekhny ke badh

Smitten by thy beauty, what may I do… Drowned in love, what may I do… Standing at your door, what may I do… Sunk in pain, what may I do…

In love with you, I’m innocent but… A penniless beggar, what may I do… The king of pride is my rival And I’m a humble slave, what may I do… Khusrau, the poor one, says alas… Your true lover, what may I do…

What use is anyone after seeing you… Everyone gets my greetings after seeing you… O beauty of my beloved, give me courage… My eyes are intoxicated after seeing you…

Leave a comment